Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Dec 15, 2010

Dushaman ka kam (job) se nikalwana ka amal


As salamu allaiqum

Agar kohi shaks ya khatoon yeah chahe ka fala fala shaks jo us ka office main kam karta ha ya wesa he kohi or waja ho to wo yeah amal kar sakta ha . yeah amal khas tor per khawateen ka liya la jaweb ha . q k mard hazrate unko bohat tang karte ha job k doron or sex karna ko kehta ha or farmahish karte ha . ahse sourate main be yeah amal kar sakta ha app . ya agar kohi kharab admi ha jo company ko nooksan poucha raha ha or apko be us ki waja se nooksan ho sakta ha matlab yeah ka bore kam wo kareen or sara ilzam apka sir per ya phir wo apse galat kam karna ko keh raha ha to be app yeah amal kar sakta ha . ya kohi admi wesa he apse dushmani kar raha ha or apki nookre khatam karna ka chakkar main laga howa ha or  apko tang kar raha ha bohat zada to be yeah amal kam kareen ga

Amal yeah ha bohat simple sa ha
 jo shaks ha us ki tasveer mobile main kach lain ya phir us ko achi tarha deak kar apna tasawer kahim kareen ( tasawer us ko kehta ha apna zehan main insan ko deak na matlab khail main deak na ) tasawer pakka hona chaheya agar apka tasawer kacha ha to jis admi ki apna tasweer kachi thi us ko deak kar bar bar tasaweer banahe or is tareeqa se amal kareen

1 har namaz ka baad phela 11 bard darood shareef phir 100 dafa surah fil phir 11 bar darood shareef pareen or yeah tasawer kareen k yeah admi ko nookre se nikala ja raha ha .  jab amal khatam ho jahe to is tareeqa se dua kareen . ya Allah fala bin fala ( banda ka naam or us ki mah ka naam lain ) nookre se nikal jahe . ya khod se nookre chorde  bus yeah amal karte rahe is amal ko 3 months tak karte rahe  inshallah 1, se 2 months main he kamyabi ho jahe gee agar nahi hote to phir be karte rahe 3 months tak

yeah baad yaad rakhe k najahiz her gezz her gezz mat kareen . agar najahiz mu otha kar amal kiya to phir rajat ho gee yani pagal ho jahe ga or agar pagal ho gaya to khod zemadar ho ga
is amal ko karna se pehla mare blog ki yeah do posts ko zaroor pareen
1 ilm e tabahe wa barbadi
2 sharayat e tabahe wa barbadi ka amal karna ki


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





10 comments:

Unknown said...

Aur ager ma ka naam maloom na ho.???

Anonymous said...

Muchy above amal karmay ki Ejazat ha

Anonymous said...

Mera ek problem hai mai ne jis insaan par bharosa kiya usne mujhay bina kisi wajah k dhoka diya aur mera pura istemaal karne k baad wo mujhse shadi se inkaar karraha hai .bas kehraha hai k maine tumko chodhdiya.aur mere ghar may mere chootay behnoun KO calls karke galat bataein bolkar pareshan karrarahai.

Qamar jan said...

Sir 1 larki hai jis mein piyar karta wo muj sa karti the ka pata ne lakin wada boht karti the aur mein aus ka bgar 1 mint b ne rah sakta koei asa wazifa bata ka wo mara tarpa aur boht ziyada

Anonymous said...

Asalm u alaekum.
Ap sy aata ka putla waly amal k baray ma puch na tha kuch points samjh nahe aya k
1-kitnay din karna ha ye amal .
2- agr ziyada din karna ha to hr br new putla r pins lay ni ho ge?
3- jb amal kr chukay to putlay r pins ka kya karna ha ?
Plz rply me .
I am waiting your rply.

Nazish said...

Salam

Anonymous said...

Plz mjhe ijazt dein.

Unknown said...

Meri shadi maheena pehly hui hai meri saas apni behnon k sath mil k mjy bht tng krti hain kia me ye amal un k lye kr skti hun?

Anonymous said...

Salam,
Mene ap ka ilm tabah wala blog deka. Mera ek masla hay us silsily me baat kerna ti . Meri saas hain vo aam saso se muktalif hain . Logon k samnay or apne betay k samnay mere sath ache hay or mere moo per b achi but pechay se waar kerny wali ourat.
Example. Shadi k baad jab me in k sath rahi tu har baat me bolti aurat ko kuch nae khana chaye vo tu soki roti ka ak tokra b mil jae tu us se peit bharley jab k me pregnant ti or pora din bhoki rehti or raat me jab shohar gher atay tu un k sath khana khati. Un ko kuch bolti tu vo kabhi kuch react he nae kiye. Olta muj ko galiyan dena shuru ho gae . Jese tese vo waqth guzra.
Dosra un k shohar yani mere susar har waqth meri saas k samnay hath band k kharay rehty jese un k nokar hain. Soba meri saas k lea nashta tray me saja k un k bedroom me jata or un k Mera shohar dewar sab un k isharun per nachtay hain .
Mera ya mere bachon ka kisi ko koi khayal he nae. Ek pesa b nae dety. Baray bachay ko school me dalwana hay but maa baap se fursat melay tu hum per kuch tawaja dain . Gher lena hay tu vo b mere shohar pesa jama kerain or apni maa k naam per gher lain. Ye kahan ka insaaf hay. Me bus ye chati hun k mere shohar apne naam per gher lain ta k mere bachun ka future save ho sakay.
Or dosra me meri saas k alag hona chati hun. But mere shohar per tu pata nae kiya jado kiya va hay k vo boltay hain me tum ko chor dun ga but un ko nae.
Baat yahan khatam nae hoi muj ko pareshan kerny k lea mere bachon ko faltu me martay hain galiyan dety hain or bohat bira salok kerty hain .
Baat meri ti tu alag ti but ab baat mere bachon ki hay . Muj se bardast nae hota. Me alag gher chati hun or saas se pecha churana chati hun or mere shohar muj se mohabat kerain, izat dain or meri baat manay ye chati hun .
Ap meri kiya madad ker saktay hain ?

Anonymous said...

Salam sir yeh ayat quran ki kis surah hai plz bataye mujhe mere huaband k liye padna hai unka affair hai

Popular Posts