Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Dec 15, 2010

Islamic voodoo dool . putlon per amal karna ka tareeqa .


As salamu allaiqum

Abb jo main amal likh na ja raha ho wo intahahe khater nak ha .yeah amal bohat soch samajh ka kareya ga is amal main anta ka putla banate ha phir us per amal kar ka sohe marta ha . to dushman ka jisam per jaga jaga sohe cubti ha . yeah amal un logo ka liya theek ho sakta ha jinn ki bati k sath zayate howi ha matlab ka rape kiya ho . ya kisi ki larki ko otha ka kohi la gaya ho or bora kam kara ho bazz log aurateen autha kar le jata ha or un ko istimal karte ha matlab dhanda karate ha jis se un auratoo ko bohat takleef pouchte ha ya  log larkio ko mis use karte ha unse shahde ka wada karte ha or unka sath bewi walay talooqat bana leta ha phir end main kohi na kohi bahana bana kar mana kardeta ha q k wo larkio ko bewakuf banate ha . to ahse larkio jo is kisam ka logo ki victim ho wo kar sakti ha . ya jin ka bacha agwa howa ho or unko pata ho ka fala fala shaks na kiya ha wo kar sakta ha . ya kohi ahsa shaks jo kisi larki ko blackmail karta ho us ki video bana kar to wo be kar sakti ha .

Amal yeah ha
Sab se pehla anta lain us ka ake putla banahe apna hatho se .  jab putla ban jahe to us ko halka sa sookh na de matlab 5 ya 10 minute ka liya chorde taka putla hawa se thora sa saket ho jahe . phir choti choti pins la ain jo paper main lagti ha yeah apko market se mil jahe gee stationary walay ki shop se mil jahe gee jab app amal karna betha yeah dono cheeze apka pass honi chahiya . sab se pehla 11 bar darood shareef pareen  phir 10 dafa surah fil pareen  phir 11 dafa darood shareef pareen or choti pin utha kar us per dam kareen  dam karna ka baad is tarha kahe ya Allah fala bin fala( dushman ka naam or us ki mah ka naam ) ko sohe chuba or takleef ho . yeah kehta howa jis point per app na dushman ko takleef pouchani ha us point per sohe chobohe putla ka .matlab agar sir main  sohe chuboni ha app na to sir main sohe chobohae putla ka to seda dushman ka sir main sohe laga gee ja kar ishe tarha agar app ake time main 10 sohe chobona chata ha to bar bar surah fill wala amal pin per dam kar ka putla ka jaga jaga chobohe to victim ka jaga jaga sohe choba gee. agar is amal ko or zada khater nak bana na ha to phir choti pins ki jaga soha matlab bare bare soha hota ha jinn se lehaf bonta ha jinn ka size hatali ka baraber hota ha wo use kareen jab be ake soha putla main chobohe to pora under tak chobohe us se dushman ko itni zada azyat hogee ka wo tarap utha ga seda doctor ya hospital icu main poucha ga . laken is kisam ka amal na haq na kareen q k is kisam ka amal se bohat bohat takleef pouchte ha 

yeah baad yaad rakhe k najahiz her gezz her gezz mat kareen . agar najahiz mu otha kar amal kiya to phir rajat ho gee yani pagal ho jahe ga or agar pagal ho gaya to khod zemadar ho ga
is amal ko karna se pehla mare blog ki yeah do posts ko zaroor pareen
1 ilm e tabahe wa barbadi
2 sharayat e tabahe wa barbadi ka amal karna ki


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





30 comments:

Unknown said...

sir ye anta kia hota hai

Anonymous said...

Aoa, sir how long this amal will take to be effective..? do we need to change aata doll every day means every day we need to make new aata ( flour ) Doll..to do this amal..?

Anonymous said...

Amel sahab plz bataye ki putla roz naya banana hai ya ek baar hi banana hai plz mere sath bahot zyadti hui hai meri izzat k sath khela gaya hai mere liye ye amal krna zaruri hai rply me

Unknown said...

mai 21 din ka amal is ayat ka kr chuka hu waqt mukarqar krke, kya ab isme asar to aa chuka hoga aur kya mai is ko kr skta hu@
Ak.kalam85@gmail .com

Unknown said...

mai is ayate kareema ka amal kr raha hu 30 din ho chuke hai, 11 din baki hai. Kya mai ab is amal ko use me la skta hu, isme asraat to shuru ho chuka hoga na aamil sahab.
Kya isme shuru aakhir darood shareef lagana hai ya nahi pls reply
Ak.kalam85@gmail.com

Anonymous said...

me bahut pareeshan hoon apne husband ki waja se doosri aurat se taluq rakhte hain me us aurat se peecha churane ke liye do logon me dushmani ka amal kerna chahti hun ap ijazat dein or kia sadqa bhi dena hoga or tareeqa bata dein shukria

Anonymous said...

Assalam o alaikum bhair umeed karte ho k app khairiat se honge .appka blog parha aur shukriya k app ne itni information de hai...mujhe app se pochna tha ap plz jwab dejiyega .appka voddo spewls karna chahti ho..tu kya mujhe ijazat hai ..aur kya main karsakte ho..koi masla tu nhy hoga.mere pareshan buhut bari hai bs zindagi guzarana doshwar kar diya hai mera ..aur ye vodo dol kis chez se banate hai aur ye banate howe kya kuch duainn hai parenhe k liye nhy..aur jb sohi hum chubate hai tu kya alag alag sohi pr 10 martba surah feel parhna hoga.k aik sohi oar parh liya tu chuba dw phr dosre par tu chuba de...aur jb sohi chuba de tu wapis nikalna k hai k nhy...aur ye voodo kb tk rakhna hai..mujhe us insan ko marna hai plz help me..Zindagi brbad kar dw hai plz help me ..reply brother

Anonymous said...

Mei bhi bahut pareshan hu shadi ka wada karke use karke kisi or se nkah kar raha hai pls mujhey batao ki ye amal karne ke liye roz doll bnani hai or needle bhi bahut sari leni hai ya ek hi use karni hai...

Anonymous said...

Mai bht zada taklef aur pareshani se guzar rhe hun . Kindly pls meri help kre. Maine apki site daikhi mje yaken hain k zaror mje koi hal btae ge. Mre susral walo ne meri zindge tang kr rkhe hai pal pal roti jalti hu mre shohr aur mre bech naitefaqiyan aur laraiyan krwate hai chahte hai k kisi tarha ma barbaf hojao mera ghr tabah hojae koi aisa wazifa aur hal btae jin se hum alah hojae aur ye log meri zindge se dour hojae. Pls help.

Anonymous said...

Asslamualyekum

mene apko mail karni ki koshish kari lekin wo fail ho gayee hai me apse baat karna chahti hun plz main bahut problem me hun me sirf amal karne se jo meri zindagi barbad hui hai uska solution nahi hai mein usi se shadi karna chahti hun lekin wo mujhe bina bataye shadi kar chuka hai aur mujhe abbhi bhi dhoka de raha hai...
kindly give your number and mail id

Unknown said...

yeh attay ka putla banana wala amal is mai iger kisi ko jis admi kai upper kirna hai jis nay ziyadti kari hai iger us ka naam pata ho lekin us ki ma ka naam nahi pata ho tu bin ki jaga kiya kehnna ho ga jaisay naam bin ma lekin ma ka naam nahi pata ho, aur jis tarha sub nay sawal pocha hai kai aatay ka putla rozana banana ho ga ya ik hi putlay sai kaam ho ja aye ga? aur is chillay ya amal ki mudat kitne din ki hai?

Anonymous said...

Yeh amal asli hai kia or agar kisi ko kisi se peecha chourwana ho to wo kia karey?

Anonymous said...

Muje b ijazat chahiye ma ye doll walla amal krna chahti hon aik ira mère peeche hath fho kr pzri ha sifli ilam krz kra kr Meri zindagi tabah kr d ha us ne mère shohar ko kabo Kia hua ha ma bohat pareshan hon xo bohat gandi orat ha or lohon k sath b talukaat hain us k mère shohzr ko phansa hua ha muje ye bata den roz new dol banani ha or agr roz banai ha to pehlay wali ka Kia krna ha zaya kr déni ha ya pari rahe soi lagi hui please answer me

Sohail170583 said...

Salam
Amil sahab mere biwi ke jija or uski behan mera jina mushkil kr diya hy. Meri biwi meri koi baat nhi sunti woh sirf apne jija ki baat kr jayada focus krti hy. Us ke jija ne meri biwi bacho se mujhe dur kr diya or ab woh bolta hy. Ki biwi hona to maa ko or apne bhai or behan se rishta khatm kr de. To hi apni biwi or bachi se milna mei pichle 1sala se bahut pareshan hu. Meri madad farmaye. Allah sabr walo ke sath hy. Bol kr mei mei pichle 2sala se bardash kr raha hu. Lekin koi hal nhi nikal raha hy. Mei ye amal krna chahta hu.

Sohail170583 said...

Plz reply me soon

Unknown said...

Jin logon ko dushman ka naam pata ho or dushman ke maan,mother ka naam pata na ho wo for example saima binte hawa keh sakty hain kunky hazrat adam a.s or bibi hawa hi sub ky mother father hain shukria.dua min yaad rakhiye ga allaha hafiz

Unknown said...

Agha Shozab sahib aap ka bohaat bohaat shukriya

Anonymous said...

Aoa sir ye Anta kya hota h or putla banane k liy kya kuch chahiy plz bata den plz bhai

Anonymous said...

Mery sshohr aur susral wallu n ny mjhy boht tng kia hua hai ghr sy b nikal dia aur abi 4 mah tk leny nhi ay
Mjhy kych aisa btaye k mera shohr aur saas sudr jaen aur bat manen

Anonymous said...

Putla me soiyan lgany k bad kia krna hai or kahan rakhna haI putly ko

Anonymous said...

Enter your comment...lazmi h k putla sirf anty ka e ho ? Roooi ka putla b bna k istamal kr skty hn ????

Najeeb said...

Soname sab tum tu kamal kay admi ho verry good .

Najeeb said...

Soname sab tum tu kamal kay admi ho

ali said...

kitnay din ka cheela krna hay or putla kya rozana naya banana hay or puranay putlay ka kya krnahay

Anonymous said...

Amil ji meri madad Kr den ma bohat pareshan hon aik orat Ki waja se meri zindagi tabah barbad ho chuki ha meri madad Kr den warna ma khud Ko khatam Kr son GI

Unknown said...

Sir mai ye amal Karna chahti hon
Merit life berbad kar Kay mujhy use kiya shadi ka wada kiya air kal does ney kesi air she shadi kar li plz mujhy ijazat dai mai ye amal karna chahti hon plz sir

Unknown said...

Sir putly ko baad mai kia karna hai

Unknown said...

Sir mai ye amal Karna chahti hon
Merit life berbad kar Kay mujhy use kiya shadi ka wada kiya air kal does ney kesi air she shadi kar li plz mujhy ijazat dai mai ye amal karna chahti hon plz sir

Unknown said...

Sir plz mujhy ijazat chahiye ies amal ki mai karna chahti hon
Aur mai has pay hon nahaq nahi hon.

Anonymous said...

Putla aatay yani wheat floor ka ho. Jis se roti pakaty hain..or har bar har soi par yani pin par alag amal krna hai. Or ataay yani putly ko agar amal khatarnak krna ho to qabrustan me dafan kren gay .ni to aam jaga par bhi dafna sakty hn. Mgr jaga yad ho

Popular Posts