Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Jan 30, 2011

sharayat tabahe wa barbadi ka amal karna ki

As salamu allaiqum
sab se pehla to yeah yaad rakhe ka zalim ny mazloom ko jitna nooksan deya ha . mazloom be zalim ko otna he nooksan pouchae ga .is se zada nahi q k is blog main agay ja kar her kisam ka amal tabahe ka dala jahe ga . for example zalim ny mazloom ko 1 lakh rupa ka nooksan deya or mazloom ny badla main us ko anda karna ka amal kardeya or us ko anda kardeya ya jaan se marna ka amal kiya or wo mar gaya to yeah jahiz nahi ha agar mazloom is kisam ki herkat kareen ga to us per us per katel ka gonah ho ga ya us per anda karna ka gona ho ga q k jo zalim ny kiya mazloom ny badla main wo nahi kiya . islam main yeah ha ka khone ka badla khone ha . agar kisi ny kisi ko mardeya ha to mazloom ka lawahaken sirf marna walay per amal kareen ga yeah na ho k marna wala ka ghar ka kisi be afrad per amal shoro kardeya halaka unho ny kuch kiya he na ho. is liya bohat soch samajh k is site se amal othae nahaq kisi oe be tang nahi kareen q k is blog main ahga ja kar bohat bohat khaternak amal milay ga jo 100% kam karten ha laken in amal ko sahe jaga istamal kareen jesa zalim ny mazloom k sath kiya ha mazloom be wesa he kareen . ya agar samajh nahi ata mazloom ko ka main kon se takleef do zalim ko to jo be amal is site se acha laga to Allah tala se istakhara karleen ka main zaleem ko yeah yeah takleef pouchana chata ho or Allah tala se yeah baat be kahe k main roz e qayamat tare bargah main gona gar na ho . agar ijazat mil jahe to phir amal kareen . is kisam ka amal main sirf 3 cheezo ki pabandi karni hote ha amal karna wala 5 waquat ki namaz ba jamat pareen . dosare gali or jhoot yeah belkul nahi bola , tesara jis be zalim per amal kar rahe ha us ka focus (tasaweer) apna zehan main belkul sahe rakhe ya samna picture rakh kar amal kareen yani tasaweer bohat acha banahe phir inshallah 100% kamyabe ho gee baki in amal main kohi tarak jalali wa jamali karana ki zaroorate nahi ha

note = is blog main se kohi be amal jadugar ya sifli amel . ya rohani amel pe amal nahi kareya ga . q k agar app jazbat main ah kar in logo per amal kareen ga to yeah amal paltade ga wapis karna walay ki taraf . us se amal karna walay ko khod nooksan hoga q k jadugar, sifli amel or rohani amel yeah log professional hota ha or har cheez ko bohat bariki se janta ha yeah log apni protection karna janta ha or inka upper in ka ustad ka be hath hota ha agar kohi masla ah be jahe to yeah apna ustad se puch ka samhall leta ha abb khod socha apka to kohi ustad be nahi ha is liya ahsa logo per amal na kareen jo is field main expert hoo . 

mazeed is cheez ko samajh na k liya yeah link pareen 


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





24 comments:

Anonymous said...

how to print this page

Anonymous said...

Allah sab sy behtar hisab leny wala hai.Duniya main dukhoon py sabar karo ,apny sath howe zulm ka hisab kitab Allah per chor do.Woh sab sy bara munsif hai.Jo Allah zalim ko saza deta hai woh mazloom shayed soch bhi nahi sakta.

Anonymous said...

bilkul thk kaha apne jazak allah

Anonymous said...

jazak allah

Anonymous said...

allah apko khush rkhe dono jahan me!

Anonymous said...

JazakhALLAHU Khairan Brother.
Allah aapko Khush rakhe, meri dil se duwa hai -Aa'meen.

Anonymous said...

Assalaamalaikum
Amel saaheb aap aisa amal batiyega jaise
Hum agar
Wali Allah , aulia Allah. Se madad ko pukara jaye to kya jadugar unka jawaab
De sakta hai.

Anonymous said...

Dear Amel,

I am a victim of oppression. Ik ladke ne aur usski maa se meri zindagi barbaad kardi... porri duniya main mera tamasha bana kar rakh dia... main Wallah haq pe hoon haq pe thi... main revenge amal karna chahti hoon... k unn logon ko bata sakoon k Allah hai aur hum insaanoon ki madad karta hai... Aap mujhe bataye k main larke ko temporary blind karne ka amal karsakti hoon kya?

do reply ASAP
JazakAllah

Unknown said...

ap is ka duration bta dain gy plz

Anonymous said...

ur right

Anonymous said...

MUJHE IJAZAT DO ME APNE DUSHMAN PE WAZIFA PARU SURE KOSAR KA

Unknown said...

Plz mujy Bta de k parna Kya ha or mujy ijazat b de dy plzzzzzzzz

Anonymous said...

Maine apki site ilm e tabahi mei kafi bar coment kiya hai par mje response nhe mila. Kindly meri ka jawab den. Mai kafi pareshani mei hu chand logo ne meri zndge jahunum bna rkhe hai. Mera hasna, pehna orhna un logo se daikha nhe jata pal pal mera bura krte hain mje taklef pohnchte hain..mere shohr k kan bharte hain laraiyan krwate hain humie alag krwana chte hain koi aisa wazifa btae jinse ye log meri zindge se dour hojae aur hum alag hojae jald se jald

Unknown said...

Plz sir meri help kren meri chahne wali ki us ke ghar walon ne hum 2no ki marzi k khilaf shadi ki ha or larki nakhush ha or meray pas ana chati ha k hum 1 ho jaen plzz ap koi amal btaen or ijazat b inayat farmaen ta k us ki wahn se judai ho or mn uss se nikah kar sakon plzz ALLAH Pak ap ko khushion se nawazay ga InshaALLAH Aameen

Unknown said...

Plz jwab zror den

Anonymous said...

Asslamoallequm mera name Babasaheb malik Hukkeri hai main India ka rahnewala huh muze rapta karwana hain aur elm e tabahi ka amal karna chahta hun mere Ustad ap hain muze ezajat ap se Lena chahta hun please muze ezajat den,

Anonymous said...

assalamu alaikum, mere dosto ka bura chahna, bura karne se zyada bura he.
yaani agar aap

Anonymous said...

Asalamwalikum sir

Mujhay app say dusman ko tabha Karne k Amal k baree main poochna tha. Main Buhat pareshan hoon please app mujhay reply kar k bata dain.

Thank

Unknown said...

Aslaamo alaikum Aamil sb min be yaro madad gar ho chuka hon ak makar aorat mery jazbaat k sath khel gai hy min usy koi nuqsan ni puhnchana chahta bs us k dil min Allah ka khaof bithana chahta hon ta k usy ehsas ho jay jo wo kr rhi hy or ab kisi or sy wesy hi khel rhi hy usy bi juda karna chahta hon plzzz Khuda k wasty mujhy koi hal btain

Anonymous said...

mje ijazat chaheaye plz

Anonymous said...

Sir me is amal ka izazat chata hu

Anonymous said...

Sir.meri biwi ki ma sage nahi ha us ka bap apni biwi ki batong me aaker meri biwi ki hak nahi deta aur kei problem he iski bare me keise batadu aap ko samjme nahi aata.sir me un dono se sabk sikhana chata hu pliz mujhe izazt dijye

Unknown said...

Asslam.o.Alaikum

Unknown said...

Asslam.o.Alaikum mera boy frnd kisi or lerki k chakar me ho gya ha or mena apka wazifa dekha 2 logo ko apas me juda kerny ka to mena yeh amal 2 din kiya phr 4 din nhi kiya or ab phr ker rahi hun but mujy ap se yeh puchna ha k jo mena 2 din amal ker k chor diya uska ulta mujhpy to nhi hoga na plz mujy bta dy

Popular Posts