Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Jan 30, 2011

dushman ko behra karna ka amal


As salamu allaiqum
main ake asan amal bata raha ho jis se dushman ko behra kiya ja sakta ha . wo ahe din doctors ka pass jata rahe ga apna ilaj ka liya or tarah tarah ka ears drop dalta rahe ga tab be theek nahi hoga . laken ha agar rohani ilaj kareen ga ya amal karna walay k amal ko kaate ga to phir sahe ho be jahe ga . agar kan main sath sath dard kiya jahe to yeah be possible ha .laken kan ka dard bohat he takleef de hota ha is liya behtar ha ka itna zada be takleef na pouchae ka app Allah k ha gona gar ho .

Amal yeah ha
surah al qariah her namaz k baad 300 bar pareen dushman ka tasawer karte howa .
or jesa takleef pouchani ho wesa dua kareen for example agar app kan main sirf dard karna chata ha to u kahe ya Allah fala bin fala kan main dard ho . agar app yeah chahe ka kan main dard ka sath sath kan main shahded takleef or pus be par jahe to app u kahe k ya allah fala bin fala k kan main shahded dard ho or kan main infection ho jahe or pus be par jahe . agar app yeah chahe k fala bin fala k sunna ki taqat khatam ho jahe yani wo behra ho jahe to u dua manga ka ya Allah fala bin fala k kan band ho k is ko kisi be cheez ki awaz sunahe na de . ahsa karna se jis per amal howa ha wo parinda ki be awaz nahi sun pahe ga. sath he app us ka kan main shoor be dal sakta ha jo zalim ko her waquat satata rahe ga agar shor be dalna ho tu u kahe ya Allah fala bin fala ka kano main shor gonjta rahe chrio ki awaz ka ya u be kahe ka hawahe jahaz ka . y u be keh sakta ha hawao ka chalna ka garz yeah ha jesa shoor dalna ha wesa dua kareen . is amal ko us waquat tak karte rahe jab tak app victim ko takleef pouchana chata ha . for example agar app victim ko 1 mah tak is kisam ki takleef main mobtala rakhna chata ha to phir yeah amal 1 mah tak kareen garz yeah ha k jitna din app amal kareen ga victim pareshan he rahe ga
najahez her gezz her gezz mat kareen . q k agar app najahez kareen ga to amal ulta hoga ya to rajat hogee yani pagal ho jahe ga amal karna wala .ya amal karna walay k sath yeah sab hoga . ya uski apni tabiyat kharab hogee . is amal ko karna se pehla mare blog ki yeah do posts ko zaroor pareen
1 ilm e tabahe wa barbadi
2 sharayat e tabahe wa barbadi ka amal karna ki


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





3 comments:

Unknown said...

Ye 300 bar pareen ka kya matlab hota hai

Unknown said...

Janab me bht pareshan hun..mujhe yeh amal karne ki ijazat dein

Anonymous said...

sallam sir,main bohot pareshan hion mery maa per jin atta hai bachpan sa us ko tang karta hai sir plz kuch batao iss ka bara mai ye kasa khatam hoga

Popular Posts